Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
O Maalik Kya Rang Dikhaye
|
Geeta Dutt | Jagannath, Datta Davjekar | ||||
Golconda Ka Qaidi (1954) | Prakash Saathi, Kaif Irfani, | Patriotic Songs | |||||
o malik kya rang dikhaye
ujad gaye ghar base basaye
chikh uthi hai laz kisi ki
mere nahi ye chaali
dhundh rahi hai aaj panahe
nazo pali jawani
beghar bedar aaj hui hai
jo kal tak thi rani
jinda lash bani firti hai
pyar me pali ye jawani
jin galiyo me khele kude
pal kar hue jawan
wo galiya hi ban gayi dekho
pal me chita saman
aisi ulti chali hawaye maut ne gaye rag
ghar ghar bhadke aag ke shole
pagal ho gayi aag aankho me kuch aasu the
aur hath me gili mehandi
aaho ki shanayi baji hai sej bichi lasho ki
kaisi ye takdir likhi hai o takdir ke malik
o takdir badal ye pahle hum aazad ho piche