Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
O Kyun Aaj Mera Dil Gaaye
|
Uma Devi | Ghulam Mohammad | ||||
Pugree (1948) | |||||||
o kyu aaj mera dil gaaye
o kyu aaj mera dil gaaye
ulfat ke geet sunaaye
ulfat ke geet sunaaye
o kyu aaj mera dil gaaye
jhum rahe hai mast nazaare
jhum rahe hai mast nazaare
naach rahi hai khushiyaan
khilne ko betaab hai dil ke
baag ki sari kaliyan
khilne ko betaab hai dil ke
baag ki sari kaliyan
o aise me koi aa jaaye
ulfat ke geet sunaaye
o kyu aaj mera dil gaaye
dil ki dhadkan pahro dili se
karti hai kuch baate ha
karti hai kuch baate
dil ki dhadkan pahro dili se
karti hai kuch baate ha
karti hai kuch baate
jab se kisi ki surat dekhi
lambi ho gayi raate
jab se kisi ki surat dekhi
lambi ho gayi raate
ho ab kaun mujhe samjhaaye
ulfat ke geet sunaaye
ulfat ke geet sunaaye
o kyu aaj mera dil gaaye
o kyu aaj mera dil gaaye