Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
O Ghayal Karte Hai Khud Hi
|
Manna Dey | Anil Biswas | ||||
Humdard (1953) | Prem Dhawan | ||||||
aa aa
o ghayal karte hai khud hi
badal gaya rang mehfil ka
jab tum mehfil me aaye
badal gaya rang mehfil ka
jab tum mehfil me aaye
rang uda hai phulo ka
dil shama ka baitha jaye
rang uda hai phulo ka
in najro ke aage koi
in najro ke aage koi
in najro ke aage koi
kaise najar uthaye
ha kaise najar uthaye
haye ram kaise najar uthaye
o tore naina rasile kantile haye ram
tore naina rasile kantile haye ram
tore naina
jhum rahi hai nagan julfe mukh par halke halke
jhum rahi hai nagan julfe mukh par halke halke
sar pe aanchal dhalka jaye
sar pe aanchal dhalka jaye
baitho jara sambhal kar
sar pe aanchal dhalka jaye
na jane kya kar baithe dil
na jane kya kar baithe dil
na jane, na jane kya kar baithe dil
mera aaj machal ke
dil mera aaj machal ke
haye dil mera aaj machal ke
o tore naina rasile kantile haye ram
tore naina rasile kantile haye ram
tore naina
yu munh pher ke tan jana bhi hai ek ada nirali
yu munh pher ke tan jana bhi hai ek ada nirali
aur bhi rang me aayi mukh pe ye gusse ki lali
aur bhi rang me aayi
is lali pe maine to
is lali pe maine to
is lali pe maine to
duniya kurba kar dali
duniya kurba kar dali
haye duniya kurba kar dali
o tore naina rasile kantile haye ram
tore naina