Lyrics of O Duniya Ke Malik Ram Teri Marzi - ओ दुनिया के मालिक राम तेरी मर्जी
o duniya ke maalik ram
o duniya ke maalik ram
teri marzi ke ham hai gulaam
o duniya ke maalik ram
teri marzi ke ham hai gulaam
tujhe laakho pranam koti koti pranam
teri marzi ke ham hai gulaam
teri hi ichha se ham jag me aate
kuch din me hans ro ke phir chale jaate
teri hi ichha se ham jag me aate
kuch din me hans ro ke phir chale jaate
sadiyo se chalta hai ye aana jaana
sadiyo se chalta hai ye aana jaana
ye jeene marne ka kaam
o duniya ke maalik ram
teri marzi ke ham hai gulaam
chaahe jita de, hara de chahe baazi
tu jisme raazi ham usme raazi
tu jisme raazi prabhu ham usme raazi
tera sukh bhi prabhu, tera dukh bhi prabhu
jo bhi dena ho de de inaam
o duniya ke maalik ram
teri marzi ke ham hai gulaam
tere hukum par jhukha taara taara
muthhi me teri hai brahmaand saara
tujhpe kisi ka bhi kaabu nahi prabhu
tujhpe kisi ka bhi kaabu nahi
tere haatho me sabki lagaam
o duniya ke maalik ram
teri marzi ke ham hai gulaam
o duniya ke maalik ram
teri marzi ke ham hai gulaam
pandurang pandurang o pandurang
pandurang o pandurang pandurang
o pandurang pandurang pandurang
o pandurang pandurang pandurang
pandurang pandurang pandurang
pandurang pandurang pandurang
pandurang pandurang pandurang
pandurang pandurang pandurang
pandurang pandurang pandurang