Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
O Deke Badnami Zamane Bhar Ki
|
Asha Bhosle, Mohammed Rafi | Roshan | ||||
Madhu (1959) | Prem Dhawan | ||||||
o deke badnami zamane bhar ki
kaahe naina churao sawariya re
ho sawariya re
hume deke daga gori lagao humpe zori
ke ja ja auro se milao nazariya re
ho nazariya re
o deke badnami zamane bhar ki
kaahe naina churao sawariya re
ho sawariya re
yaad hai wo chori chori meri gali aana
o meri gali aake sara jag bhul jana
ho tera sharmana itrake chhup jana
ha dil chhin lene ka jhuta wo bahana
sara jag jane tose prit meri
ek tu hi na jane sawariya re
ho sawariya re
hume deke daga gori lagao humpe zori
ke ja ja auro se milao nazariya re
ho nazariya re
pyar harjai tera badli ki chhaya
chhaya sang kahe pagal jiyara lagaya
o dil deke tujhe gori bada dukh paya
naina to milaye tune dil na milaya
batiya suno to zara jadugar ki
jadugar ki na leni khabariya re
ho sawariya re
hume deke daga gori lagao humpe zori
ke jao jao auro se milao nazariya re
ho nazariya re
o deke badnami zamane bhar ki
kahe naina churao sawariya re