Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
O Cycle Wale Babu
|
Shamshad Begum, G. M. Durrani | Ghulam Mohammad | ||||
Ajeeb Ladki (1952) | Shakeel Badayuni | ||||||
o cycle wale babu ho babu
o cycle wale cycle ka pahiya rok de
o cycle wale babu o ji babu
o cycle wale cycle ka pahiya rok de
meri ghanti baaje tan tan
meri payal baaje chham chham
meri ghanti baaje tan tan
meri payal baaje chham chham
dono ki madhur jhankar kahe
kare pyar ? fans gayi dil ki har
tere naino mein hai jadu
cycle ka cycle ka pahiya rok de
chale sadak par meri gaadi
ulati sidhi tirchhi aadi
na dekhe koi kankar pathar
na dekhe koi khade
jaise pawan pear ka mel
jaise calcutte ki mail
pam pam pam pam
ho gori tu bhi hosh sambhal
dekha tera mera pyar
karenge baate lachchedar
raste mein bigad naa jaye
tera do pahiyo ka ghoda
lambi hai dagar din thoda
hai roop ke lakho daaku
cycle ka cycle ka pahiya rok de
darne ki kya baat hai gori
dekh mila kar nain
paidal hai armaan karishme
aur mila kar nain chalenge
lakhanu se ujjen
chalenge lakhanu se ujjen
mujhko mere ghar pahucha de
o hawa mein udane wale
ghir aaye hai baadl kale
ab dil pe raha na kabu
cycle ka cycle ka pahiya rok de
na rok chala na jabu
cycle ka pahiya rok de
tere naino mein jadu
cycle ka pahiya rok de
cycle ka pahiya rok de