Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Nil Gagan Ki Chaanv Men
|
Lata Mangeshkar | Shankar Jaikishan | Vyjayantimala, Sunil Dutt, Prem Nath | |||
Amrapali (1966) | Hasrat Jaipuri | Dance Songs, Sad Songs | |||||
nil gagan ki chaanv me din rain gale se milte hai
dil pachhi ban ud jaata hai ham khoye-khoye rahte hai

jab phul koi muskaata hai pritam ki sungadh aa jaati hai
nas-nas me bhanwar sa chalta hai madhumas jalan kalpati hai
yaado ki nadi phir aati hai, har mauj me hum to bahte hai
dil pachhi ban uad jaata hai ham khoye-khoye rahte hai
nil gagan ki chaanv me din rain gale se milte hai
dil pachhi ban ud jaata hai ham khoye-khoye rahte hai
kahata hai samay ka ujiyaara ik chandra bhi aane waala hai
in jot ki pyaasi akhiyan ko akhikhiyo se pilaane waala hai
jab paat hawaa me jharate hai ham chaunk ke raahe takte hai