The Largest collection of Almost every Hindi Bollywood Songs at your fingertips. Click to play the song on YT while enjoying complete lyrics pf the songs. Browse them by Movies, Singers, Music Directors and Sing them in your next karaoke sessions.
Snap Mukhada Artist / Movie Music By / Lyricist Picturized on / Genre
0
Nigahe Shauk Se Keh Do Hame Salaam Kare
0
Asha Bhosle, Mohammed Rafi Ravi
Wanted (1961) Shakeel Badayuni Qawwalis
Lyrics of Nigahe Shauk Se Keh Do Hame Salaam Kare - निगाहें शौक से कह दो हमें सलाम करे

nigahe shauk se keh do hame salam kare
nigahe shauk se keh do hame salam kare
nigahe shauk se, nigahe shauk se keh do hame salam kare
hamare ishk ki dunia ka etram kare
hamare ishk ki dunia ka etram kare
nigahe shauk se keh do hame salam kare
nigahe shauk se nigahe shauk se keh do hame salam kare
adab ke sath jara husn se kalam kare
adab ke sath jara husn se kalam kare
nigahe shauk se keh do hame salam kare
nigahe shauk se humi ne tumko gujara hai dil ki raho se
humi ne tumko gujara hai dil ki raho se
shokhi bhari najro ko haya hamne sikhayi

masoom adao ko jafa hamne sikhai
ye naaz ye andaz ye gumja ye tabassum
jo baat sikhai ba khuda hamne sikhai
humi ne tumko gujara hai dil ki raho se
humi ne tumko gujara hai dil ki raho se
jo hum na dekhe mohabbat bhari nigaho se
jo hum na dekhe mohabbat bhari nigaho se
aji to kaun dunia me to kaun dunia me uncha tumhara kare
to kaun dunia me uncha tumhara kare
nigahe shauk se keh do hame salam kare
adab ke sath jara husn se kalam kare
nigahe shauk se keh do hame salam kare
nigahe shauk se hamare dam se hi dunia ishk hai kayam
hamare dam se hi dunia ishk hai kayam
uthate hai kayamat ched kar hum dil ke taro ko

sukune dil bhi milta hai hami se bekararo ko
hamari kuch na pucho hum hai malik apni marzi ke
banate hai hazaro ko mitate hain hazaro ko
hamare dam se hi dunia ishk hai kayam
hamare dam se hi dunia ishk hai kayam
jo hum ada ko na toke to lut le jalim
jo hum ada ko na toke to lut le jalim, jo hum najar ko
jo hum najar ko na roke to katle aam kare
jo hum najar ko na roke to katle aam kare
ho katle aam kare ha ha katle aam kare haye katle aam kare
nigahe shauk se keh do hame salam kare
hamare ishk ki dunia ka etram kare
nigahe shauk se mili hai hamse hi katil ada hasino ki
mili hai hamse hi katil ada hasino ki

mili hai hamse hi katil ada hasino ki
nigahe ishk na karti jo inkakhab tumse
to kaun kahta jamane me lazwab tujhe
tum apni jidd me hamare karam ko mat bhulo
diya hai hamne hi ye husn ye shabab tumhe
mili hai hamse hi katil ada hasino ko
mili hai hamse hi katil ada hasino ko
duaye dije hamare dhadkate seeno ko
duaye dije hamare dhadkate seeno ko
jo hum na ho to jo hum na ho to mohabat kaha kayam kare
jo hum na ho to mohabat kaha kayam kare
adab ke sath jara husn se kalam kare
nigahe shauk se kah do hame salam kare
nigahe shauk se wo kaun hai ke jise naz hai mohabbat par
wo kaun hai ke jise naz hai mohabbat par

wo kaun hai ke jise naz hai mohabbat par
nayi dunia ke kaise ishk wale hai
khuda jane bhula baithe hai jo
dilse wafadari ke jamane najar aata hai kam
jaise mohabat jan nisaro me ke ab jalte nahi
behosh ho jate hai parwane
wo kaun hai ke jise naz hai mohabbat par
wo kaun hai ke jise naz hai mohabbat par
hamare kadmo me milti hai
jindagi mit kar hamare kadmo me milti hai
jindagi mit kar jo jina chahe
jo jina chahe wo marne ka intzam kare
jo jina chahe wo marne ka intzam kare
marne ka intzam kare ha ha ji intzam kare
haye haye ji intzam kare nigahe shauk se kah do hame salam kare
nigahe shauk se kah do hame salam kare
nigahe shauk se