Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Nigah Nichi Kiye Sar Jhukaye Baithe Hai
|
Shamshad Begum | Hansraj Behl | ||||
Lal Pari (1954) | Asad Bhopali | ||||||
unhi ko dekh rahi hai nigahe shokh meri
jo banke ajnbi mehfil me aaye baithe hai
nigahe nichi kiye sar jhukaye baithe hai

yahi to hai jo abhi ankhe churaye baithe hai
nigahe nichi kiye sar jhukaye baithe hai
nazar utha ke wo ek baar humko dekh to le

jo aaj pyar ke kasme bhulaye baithe hai
yahi to hai jo mera dil churaye baithe hai

kisi garib ko luta hai jinki wado ne
kisi garib ko luta hai jinki wado ne
tamasha dekhne uska wo aaye baithe hai
yahi to hai jo mera dil churaye baithe hai
nigahe nichi kiye sar jhukaye baithe hai
jinhone humko basaya tha apni ankho me
jinhone humko basaya tha apni ankho me
yahi to aaj yaha ankhe churaye baithe hai