Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Neeli Chhatri Wale
|
Vinod | |||||
Dekhi Teri Bambai (1961) | Aziz Kashmiri | ||||||
haye haye dur fate munh
t ra r ra t ra r ra
t ra r ra haye haye haye haye
t ra r ra o ho o ho
neeli neeli neeli ya
neeli chhatri wale duniya se inhe utha le
neeli chhatri wale duniya se inhe utha le
duniya se inhe utha le
la l la t ra r ra
neeli chhatri wale khol nasib ke taale
ab khol nasib ke taale
o ho o t ra r ra ram pam
aaha neeli neeli neeli ya
aaha ye sunder sunder chehre
na tere hai na mere
haye hum kab tak rahe kawara
phire dar dar maare maare
are dekhe logo dekho bhai dekho har haye haye
mohe koi na banaye haye saiya
aji ye bimari wo bimari humko sab bimari
ab apni laaj bacha lo are ja ja
neeli chhatri wale khol nasib ke taale
ab khol nasib ke taale
neeli chhatri wale duniya se inhe utha le
duniya se inhe utha le
tu ru ru tu ru ru
o ho o t ra r ra ram pam
aaha neeli neeli neeli ya
haye ye dil par teer chalaye
koi uf na munh par laye
ye phir bhi humne tadpaye
dikhla ke nayi adaye
are mister are bhai dekho dekho dekho
kaisi julmi hai inki nigahe
ye nigahe ye nigahe ye nigahe ye nigahe
naino se chalaye baan
neeli chhatri wale khol nasib ke taale
ab khol nasib ke taale
in diyo me tel nahi hai
dil lena khel nahi hai
koi aur thikana dekho
chal phir ke zamana dekho
aji jaao aji jaao aji jaao aji jaao
bade bante ho bhole bhale
o neeli chhatri wale duniya se inhe utha le
duniya se inhe utha le
la l la t ra r ra
o neeli chhatri wale khol nasib ke taale
ab khol nasib ke taale
la l la t ra r ra hey