Lyrics of Nazon Ke Pale, Kaanto Pe Chale - नाज़ों के पले, काँटों पे चले
naazo ke pale
naazo ke pale kanto pe chale aisa bhi jaha me hota hai
taqadir ke zalim hatho se dil khun ke aansu rota hai
naazo ke pale kanto pe chale aisa bhi jaha me hota hai
taqadir ke zalim hatho se dil khun ke aansu rota hai
naazo ke pale
nit jin me chirag rahta tha, khak udati hai un haivano me
makhmal pe na rakhte the jo kadam phirte hai vo registano me
naazo ke pale
chalne ka sahara koi nahi, rukne ka thikana koi nahi
is hal me kam aane vala apna begana koi nahi
naazo ke pale
dunia me kisi ko bhi apni, kismat ka likha malum nahi
saman hai lakho barso ke, par kal ka pata malum nahi
naazo ke pale
naazo ke pale kanto pe chale aisa bhi jaha me hota hai
taqadir ke zalim hatho se dil khun ke aansu rota hai