Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Nazar Teri Kaisi Badal Gayi Re
|
Asha Bhosle | Babul | ||||
Nakli Nawab (1962) | Raja Mehdi Ali Khan | ||||||
najar teri kaisi badal gayi re najar teri kaisi badal gayi re
mai ulfat ke sholo me jal gayi re allah jal gayi re

tere ishk me is tarah kho gayi jamana kahe bawri ho gayi

jamana kahe bawri ho gayi najar ki churi dil pe jal gayi re
mai ulfat ke sholo me jal gayi re allah jal gayi re
najar teri kaisi badal gayi re najar teri kaisi badal gayi re
ho ji kya ye ulfat me dhokha nahi mai badhti gayi tumne roka nahi

mai badhti gayi tumne roka nahi ab to manjil se aage nikal gayi re
mai ulfat ke sholo me jal gayi re
allah jal gayi re najar teri kaisi badal gayi re
are sangdil kya kahu mai tujhe nigaho se aisi piladi mujhe

nigaho se aisi piladi mujhe ke mai girte girte sambhal gayi re