Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Nazar See Jab Ye Nazar Mili Hai
|
Surendra | Ram Ganguly | ||||
Gawaiya (1954) | S H Bihari | ||||||
nazar se jab ye najar mili hai
to dil bhi dil se milega ek din
nazar se jab ye najar mili hai
to dil bhi dil se milega ek din
bahar aayi hai jab chaman me
to phul bhi ab khilega ek din
nazar se jab ye
wo aayenge dil me pyar banke
humara sabar or karar banke
wo aayenge dil me pyar banke
humara sabar or karar banke
humare ujade hue chaman me
sada rahenge bahar banke
hai jis tarah sath chand tare
hai jis tarah sath chand tare
rahnege hum unke wo humare
wo humare nazar se jab ye
bahut hi chhoti hai dil ki kashti
bahut bada pyar ka samundar
bahut hi chhoti hai dil ki kashti
bahut bada pyar ka samundar
akela mai or akeli kasti
karib sahil na fasla hai
hazar tufan aaye fir bhi
hazar tufan aaye fir bhi
lagegi nayya magar kinare
magar kinare
nazar se jab ye najar mili hai
to dil bhi dil se milega ek din
nazar se jab ye