Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Nazar Se Nazar Lad Gayi
|
Sulochana Kadam | P Ramakant | ||||
Babooji (1950) | Ehsan Rizvi | ||||||
nazar se nazar lad gayi haye ram
nazar se nazar lad gayi
jigar me churi gad gayi haye ram
nazar se nazar lad gayi
jigar me churi gad gayi haye ram
nashili teri aankhe hai be piye
nashili teri aankhe hai be piye
hame jahar gairo ko amrit diye
hame jahar gairo ko amrit diye
kisi ki nahi ban khadi beed kiye
pilane par jab ad gayi
jigar me churi gad gayi haye ram
nazar se nazar lad gayi
hasi wo sararat ki hasne lage
hasi wo sararat ki hasne lage
gade bachne wale bhi hasne lage
gade bachne wale bhi hasne lage
bichhe jal sau fande kasne lage
gir aur bhi pad gayi
jigar me churi gad gayi haye ram
nazar se nazar lad gayi