Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Nazar Ne Uthate Hi Kuch Is Ada Se
|
Lata Mangeshkar | G S Kohli | ||||
Gunda (1969) | Shadab | ||||||
nazar ne uthte hi kuch
is ada se kaam kiya
surahi jhuk gayi
ho surahi jhuk gayi
paimano ne salam kiya
nazar ne uthte hi kuch
is ada se kaam kiya
surahi jhuk gayi
ho surahi jhuk gayi
paimano ne salam kiya
nazar ne uthte hi kuch
mere hujur meri sadgi ki
dad to do
mere hujur meri sadgi ki
dad to do
sadgi ki dad to do
nakab dal ke
nakab dal ke
chehre pe katle aam kiya
surahi jhuk gayi
ho surahi jhuk gayi
paimano ne salam kiya
nazar ne uthte hi
tumhare dil ko tha shishe me
dhalna muskil
tumhare dil ko tha shishe me
dhalna muskil
haye re dhalna muskil
jo ho saka na kisi se
jo ho saka na kisi se
wo humne kaam kiya
surahi jhuk gayi
ho surahi jhuk gayi
paimano ne salam kiya
najar milate hi parvane
hosh kho baithe
najar milate hi parvane
hosh kho baithe
haye re hosh kho bathe
shama ne unki mohabbat
shama ne unki mohabbat
me jal ke naam kiya
surahi jhuk gayi
ho surahi jhuk gayi
paimano ne salam kiya
nazar ne uthte hi