Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Nazar Mili Hai Ek Katil Se
|
Asha Bhosle, Mohammed Rafi | S Mohinder | Feroz Khan | |||
Reporter Raju (1962) | Shakeel Nomani | ||||||
najar mili ek katil se katil se katil se
dono hue hai ghayal se ghayal se ghayal se
dur nahi hai manjil se manjil se manjil se

khelenge jindagi se hum dekha kare jamana

sabki juban par hoga ye pyar ka fasana
jane bahar ho mera karar ho kah rahe hai ye najare
najar mili ek katil se katil se katil se
ye gora chand sa mukhda udta hua ye aachal

bikhare hue se ye ghesu jaise hawa me badal
kaisa singar hai kaisa nikhar hai kah rahe hai ye najare
najar mili ek katil se katil se katil se
tujhse hai pyar ki dunia sadke teri ada pe

ek aag si lagai hai jalim ne muskurake
naino me pyar hai dil me pyar hai kah rahe hai ye najare