Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Nazar Me Rang Aur Masti Bhara Tufan Leke
|
Lata Mangeshkar | Shankar Jaikishan | Asha Parekh | |||
Jawan Mohabbat (1971) | Hasrat Jaipuri | Dance Songs | |||||
nazar me rang aur masti bhara tufan leke
lo hum pe aa gayi ab khair ho jawani ki

dhua dhua ye fizaye hume bulati hai
dhua dhua ye fizaye hume bulati hai
ye thandi thandi hawaye hame bulati hai
ye thandi thandi hawaye hame bulati hai
sabhi ko bha gayi ab khair ho jawani ki
lo hum pe aa gayi ab khair ho jawani ki
nazar me rang aur masti bhara tufan leke
lo hum pe aa gayi ab khair ho jawani ki
diya paiyam hume mad bhare najaro ne
diya paiyam hume mad bhare najaro ne
kiya salam hume jhumati baharo ne
kiya salam hume jhumati baharo ne
diye jala gayi ab khair ho jawani ki
lo hum pe aa gayi ab khair ho jawani ki
nazar me rang aur masti bhara tufan leke
lo hum pe aa gayi ab khair ho jawani ki
lo hum pe aa gayi ab khair ho jawani ki
kisi ke vaste dil bekarar rehta hai
kisi ke vaste dil bekarar rehta hai
koi to aayega ye intjar rehta hai
koi to aayega ye intjar rehta hai
wafa si chha gayi ab khair ho jawani ki