Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Nazar Ki Chot Jab Dil Me Lagi
|
Chitalkar Ramchandra | |||||
Samrat Chandragupta (1945) | Buddhi Chandra Agrawal Madhur | ||||||
najar ki chot jab dil me lagi aur muskuraye
kisi ki raat bhujhi aur kisi ki jagmagai
gunah ae ishk me humne yaha saja payi
bahar aai magar aag lagane aai
hum to huye badnam jara si pi ke aur pila ke
hum to huye badnam jara si pi ke aur pila ke
ek kiye subah sham jara si pi ke aur pila ke
ek kiye subah sham jara si pi ke aur pila ke
hum to huye badnam jara si pi ke aur pila ke
jhoke aaye halke halke
jhoke aaye halke halke
matware ye nayna chalke
matware ye nayna chalke
rat gujare sama jara si pi ke
rat gujare sama jara si pi ke aur pila ke
hum to huye badnam jara si pi ke aur pila ke
pagali rate aur barsate
pagali rate aur barsate
kah le sun le dil ki bate
kah le sun le dil ki bate
nach rhe hai jaan jara si pi ke
nach rhe hai jaan jara si pi ke aur pila ke
hum to huye badnam jara si pi ke aur pila ke