Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Nazar Dekho Ada Dekho
|
Asha Bhosle | Laxmikant Pyarelal | Jeetendra, Aruna Irani | |||
Akalmand (1984) | Anand Bakshi | ||||||
nazar dekho ada dekho nazar dekho ada dekho
nigaahon se mujhe chhuke jara dekho
meri aankhon mein jamane bhar ki
meri aankhon mein jamane bhar ki
sharabon ka hai nasha dekho
nazar dekho ada dekho nigahon se mujhe chhuke jara dekho
ishara karo hukm do naam lo
ishara karo hukm do naam lo
mujhe tham lo haath mein jaam lo
na dekho rasta kisi badal ka
meri julfon ki ghata dekho
nazar dekho kho kho kho adaa dekho
nigahon se mujhe chhuke jara dekho
nahi aur kuchh khubsurat hoon mai
nahi aur kuchh khubsurat hoon main
magar haan tumhari jarurat hoon main
mere jalawon ke hansi daman mein
wafa dhundon na jafa dhundo
nazar dekho ada dekho nigahon se mujhe chhuke jara dekho
aau huwa kya jo duniya khafa ho gayi
aau huwa kya jo koi khata ho gayi
aau huwa kya jo duniya khafa ho gayi
aau huwa kya jo koi khata ho gayi
badi rangin hai sajaye isaki
jara karake yeh khata dekho
nazar dekho ada dekho nigahon se mujhe chhuke jara dekho
meri aankhon mein jamane bhar ki
sharabon ka hai nasha dekho
nazar dekho ada dekho
nigahon se mujhe chhuke jara dekho nazar dekho ada dekho