Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Nasha Rangin Ankho Ka Kise Saugat Me De Du
|
Suman Kalyanpur | G S Kohli | ||||
The Adventures of Robin Hood (1965) | Anjaan | ||||||
nasha rangeen aankho ka kise saugat me de du
dhakti zindagi ke hath me ye hath kis ko de du
nasha rangeen aankho ka kise saugat me de du
dhakti zindagi ke hath me ye hath kis ko de du
nasha rangeen aankho ka kise saugat me de du
mere roh taar par bikhri mahkti barf hai
sharabi chaal ke gaalo se lipti ho kali ghata jaise
ghata jiski ho usko pyar ki barkhat meri ho
dhakti zindagi ke hath me ye hath kis ko de du
nasha rangeen aankho ka kise saugat me de du
sulagti hai jawa sanse aada leti hai angdai
tamnao ne jaise manchle ki kasam khai
machlti dhakane kisko bulake raat me dedu
dhakti zindagi ke hath me ye hath kis ko de du
nasha rangeen aankho ka kise saugat me de du
roop ka rang to pad jaye phikha
pyar ka rang kabhi na chute
tan ka nata pal do pal ka
tan ka nata pal do pal ka
man ka maela kabhi na chute
roop ka rang to pad jaye phikha
roop jawani aani jani iske bhrose kya kehna
man se man ka mael mele to itna bhi to kya kahna
kitna dekha kya kahena
jor laga le lakh zamana jor laga le lakh zamana
pyar ki paki dor na tute
roop ka rang to pad jaye phikha
jab koi dekhe chand gagan ko koi kali rat na dekhe
jiske bina wo khil na sake aisi aanokhi baat na dekhe
man ka bandhan sacha bandhan tan ke mare bandhan chute
roop ka rang to pad jaye phikha