Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Naram Naram Ye Hain Garam Garam
|
Mohammed Rafi | Jamal Sen | ||||
Rangeela (1953) | S H Bihari | Funny Songs | |||||
naram naram ye garam garam
ye hai naram naram ye hai garam garam
ye hai chane gagan ke tare chane gagan ke tare
do paise ki chiz me dekho
lakho gun hai pyare lakho gun hai pyare
bache khaye budhe khaye khaye race ke ghode
ye khaye race ke ghode do muthi jo roz chabaye
sabki gardan tode lala ji seth ji babu ji sabki gardan tode
chane khilakar jise ladai wo kabhi na bazi hare
wo kabhi na bazi hare do paise ki chiz me dekho
lakho gun hai pyare lakho gun hai pyare
suitat butat dhan walo ka pura sauk kare
ye pura sauk kare nirdhan dukhio majduro ka
jis din pet bhare kadar chane ki jane wo
jo tadpe bukh ke mare tadpe bukh ke mare
do paise ki chiz me dekho
lakho gun hai pyare lakho gun hai pyare
chane batane bech ke dekho bane hai sahukar
hum bane hai sahukar yad rakho ye bat ke
mehnat jati nahi bekar jeet usi ki hai dunia me
jo himmat na hare jo himmat na hare
do paise ki chiz me dekho
lakho gun hai pyare lakho gun hai pyare
ye hai naram naram ye hai garam garam
ye hai chane gagan ke tare chane gagan ke tare
do paise ki chiz me dekho
lakho gun hai pyare lakho gun hai pyare