Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Nanhi Si Jaan Me Hai Jawani Ka Sitam Kyu
|
Shamshad Begum, Mohammed Rafi | Chitalkar Ramchandra | David, Sushil Sahu | |||
Nadiya Ke Par (1948) | Moti | Romantic Songs | |||||
nanhi si jan me hai jawani ka sitam kyun
rag rag me nasha aur nashe me hai dard kyun
ye is liye ke zindagi me pyar kiya jaye
ye is liye ke zindagi me pyar kiya jaye
do char din hai pyar se guzar diya jaye
do char din hai pyar se guzar diya jaye
han do dil jab ek hote hai tab do bane hai kyun
milane ki tamanna hai magar milate nahi hai kyun
ye is liye ke dil pe dil nisar kiya jaye
ye is liye ke dil pe dil nisar kiya jaye
do char din hai pyar se guzar diya jaye
do char din hai pyar se guzar diya jaye
han ankho se ankh mil gai phir bhi na chain kyun
han pahachan ho gai magar bebasi hai kyun
ye is liye ke ishk ka ejahar kiya jaye
ye is liye ke ishk ka ejahar kiya jaye
do char din hai pyar se guzar diya jaye
do char din hai pyar se guzar diya jaye
han in mast nigaho me pareshaniyan hai kyun
betab do dilo me yun jawaniyan hai kyun
ye is liye ke ab na intajar kiya jaye
ye is liye ke ab na intajar kiya jaye
do char din hai pyar se guzar diya jaye
do char din hai pyar se guzar diya jaye