Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Nakhrewali Dekhne Me Dekh Lo Hai
|
Kishore Kumar | Shankar Jaikishan | Kishore Kumar, Vyjayanthimala | |||
Nai Dilli (1956) | Shailendra | ||||||
nakhrewali nakhrewali
nakhrewali dekhne me dekh lo
hai kaisi bholi bhali
ajnabi ye chhoriya dil pe dale doriya
ajnabi ye chhoriya dil pe dale doriya
man ki kali
man ki kali vo to koi or thi
jo aankho se sama gayi dil me
didli aaye didli aau didli aee
didli aaye didli aau didli aee
berahm bevafa
apna kuch ata pata bata to de
berahm bekali bekasi
kuch to kam ho fir se muskura to de
o b rahm vo to koi or thi
jo aankho se sama gayi dil me
vo to koi or thi
jo aankho se sama gayi dil me
didli aaye didli aau didli aee
didli aaye didli aau didli aee
jindagi bahar hai mohabbat ki bahar se
jindagi bahar hai mohabbat ki bahar se
dil se dil ko pyar hai fir kyo darna
sansar se
dil se dil ko pyar hai fir kyo darna
sansar se
jindagi bahar hai mohabbat ki bahar se
jindagi bahar hai mohabbat ki bahar se
mai gumsum tum bhi chup the
mai gumsum tum bhi chup the
par aankho ne sab kah dala
par aankho ne sab kah dala
mere pyar ne pahni varmala
mere pyar ne pahni varmala
jindagi bahar hai mohabbat ki bahar se
jindagi bahar hai mohabbat ki bahar se
dil se dil ko pyar hai fir kyo darna
sansar se
dil se dil ko pyar hai fir kyo darna
sansar se
jindagi bahar hai mohabbat ki bahar se
jindagi bahar hai mohabbat ki bahar se
mai nachu mera man nache
mai nachu mera man nache
mere sang sang sara jag nache
mere sang sang sara jag nache
machi dhum khusi ki dun baje
machi dhum khusi ki dun baje
jindagi bahar hai mohabbat ki bahar se
jindagi bahar hai mohabbat ki bahar se
dil se dil ko pyar hai fir kyo darna
sansar se
dil se dil ko pyar hai fir kyo darna
sansar se
jindagi bahar hai mohabbat ki bahar se
jindagi bahar hai mohabbat ki bahar se