Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Najaro Se Chhup Gaya Hai
|
Hemant Kumar, Lata Mangeshkar | Hemant Kumar | ||||
Daaku Ki Ladki (1954) | Kaif Irfani | ||||||
najro se chhup gaya hai takdir kaa savera

girta hai jo bhi aansu leta hai naam teraa
ham rah gaye tadap kar munh jindagi ne phera
girta hai jo bhi aansu leta hai naam teraa
najro se chhup gaya hai takdir kaa savera
duniya me ham ye kaisi takdir le ke aaye
tukde dil-o-jigar ke ashko me muskuraye
hansti hai mujhpe kismat rota hai pyar meraa
girta hai jo bhi aansu leta hai naam teraa
najro se chhup gaya hai takdir kaa savera
aaja ki dil liye hai maayusiya najr me
ek shamma jal rahi hai teri yaad ki jigar me
waaki me har taraf ab chhaya hua andhera