Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Naiya Ko Khiwaiyya Ke Kiya Humne Hawale (Part
|
Kanchanmala, Surendra | Khemchand Prakash | ||||
Vishkanya (1943) | Kedar Sharma | ||||||
naiya ko khewaiya ke kiya hamne hawale
hamne hawale
ab vo hi sambhale
suno kahe kehte ho piya
aanchal me chupa le
aanchal me chupa le
nav ko bacha le
naiya ko khewaiya ke kiya hamne hawale
hamne hawale
ab vo hi sambhale
tum sikh ke darate ho
vilamb kar na samandar
tum sikh ke darate ho
vilamb kar na samandar
ham daulat ke naam pe
majhdar samandar
ham daulat ke naam pe
majhdar samandar
toofan darte nahi dubne wale
toofan darte nahi dubne wale
ham dubane
duniya hai nirali
naiya ko khewaiya ke kiya hamne hawale
hamne hawale
ab vo hi sambhale
ham meet hai to meetna to hai
maujhne wale
ham meet hai to meetna to hai
maujhne wale
ham vo lau hai jo chahe
jigar apna jala le
ham vo lau hai jo chahe
jigar apna jala le
is taraf hasai to ise duniya basa le
is taraf hasai to ise duniya basa le
ise duniya basa le
arman mita le
naiya ko khewaiya ke kiya hamne hawale
hamne hawale
ab vo hi sambhale
naiya ko khewaiya ke kiya hamne hawale
hamne hawale
ab vo hi sambhale