Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Naino Me Sawan Man Mere Phagun Palchin Jale Aur Jalaye
|
Geeta Dutt | Hemant Kumar | Pradeep Kumar | |||
Anand Math (1952) | Shailendra | ||||||
naino me saawan man mere fagun
palchhin jale aur jalaye yaad aaye bachpan
yaad aaye re
naino me saawan man mere fagun
palchhin jale aur jalaye yaad aaye bachpan
yaad aaye re yaad aaye re
nachi nain me bachpan ke sathi yaad aaye wo pathshala
yaad aaye re yaad aaye re yaad aaye re yaad aaye re
banke kisi ki jab rajrani pahanti thi
main phul mala wo din wo ratiya biti wo batiya
reh reh ke dil ko dukhaye reh reh ke dil ko dukhaye
babul ka aangan yaad aaye re yaad aaye re
unse milan ki pehli ghadi thi magar tod di preet maine
ban bawri haye ban ban phiri mai gawaya magar meet maine
banke miti kyu mai yu luti kyu ye soch hardam sataye
ye soch hardam sataye man ki wo uljhan yaad aaye re
yaad aaye re
man ka hiran mere jata kaha thi gale me bandhi prem dori
phir se mile do bichade sitare
mile apne chanda se bichadi chakori
man ka hiran mere jata kaha thi gale me bandhi prem dori
phir se mile do bichade sitare
mile apne chanda se bichadi chakori
ek pal khushi ka chanchal hasi ka
mujhko hasake rulaye mujhko hasake rulaye
sapno ka darpan yaad aaye re yaad aaye re
ek pal khushi ka chanchal hasi ka
mujhko hasake rulaye mujhko hasake rulaye
sapno ka darpan yaad aaye re yaad aaye re