Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Naino Ke Teer Chala Gayi Ek Sahar Ki Londiya
|
Sundar | G A Chishti | ||||
Shukriya (1944) | G A Chishti, Shanti Swaroop Madhukar, | ||||||
naino ke teer chala gayi
naino ke teer chala gayi
ek shahar ki londiya shahar ki londiya
shahar ki londiya shahar ki londiya
dil pe nishana laga gayi
ho dil pe nishana laga gayi
ek shahar ki londiya shahar ki londiya
naino ke teer chala gayi
resham ki sadi thi chehra gulab tha
resham ki sadi thi chehra gulab tha
haye meri maiya haye meri maiya
haye meri maiya gazab ka sabab tha
haye meri maiya gazab ka sabab tha
ishk ka rog laga gayi
ho ishk ka rog laga gayi shahar ki londiya
sahar ki londiya naino ke teer chala gayi
gora gora rang gora gora rang
gora gora rang aur thoda thoda lal tha
aashiko ke fasne ko julfo ka jal tha
aashiko ke fasne ko julfo ka jal tha
karke ishara bhula gayi
ho karke ishara bhula gayi
ek shahar ki londiya sahar ki londiya
naino ke teer chala gayi
pairo tale uske aankhe bichhaunga
pairo tale uske aankhe bichhaunga
sau bar ruthe to ek bar
ek bar ruthe to sau bar manauga
ek bar ruthe to sau bar manauga
agar wo mere hath
agar wo mere hath aa gayi
ek shahar ki londiya shahar ki londiya
ha naino ke teer ha naino ke teer
naino ke teer chala gayi