Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Nain Bedardi Chhaliya Ke Sang
|
Asha Bhosle | Usha Khanna | Helen, Sanjeev Kumar | |||
Badal (1966) | Asad Bhopali | Romantic Songs | |||||
nain bedardi chhaliya ke sang lad gaye
more najuk garjwa me ghav pad gaye
arey re mar gayi arey re mar gayi
arey re mar gayi arey re mar gayi
nain bedardi chhaliya ke sang lad gaye
more najuk garjwa me ghav pad gaye
arey re mar gayi arey re mar gayi
arey re mar gayi arey re mar gayi
jis din se nain lade ek pal na chain pade
pi bin na mohe se raha jaye
dekhe ye rit nayi ankhiyo se nind gayi
nash nash me shola sa lehraye
jab se tikhi nazariyo ke ban ghar gaye
more najuk garjwa me ghav pad gaye
arey re mar gayi arey re mar gayi
arey re mar gayi arey re mar gayi
solha singar karu taro se mang bharu
dhundu milan ke bahane
phir bhi na pyar kare batiya hajar kare
bairi na dard mora jane
haye rama sitamgar ke julm bad gaye
more najuk garjwa me ghav pad gaye
arey re mar gayi arey re mar gayi
arey re mar gayi arey re mar gayi
roke na laaz mohe kahne de aaj mohe
julmi se haal more man ka
ab to pehchan mohe pathar na jaan mohe
sapno ko rang de jivan ka
dekh bedardi jine ke lale pad gaye
more najuk garjwa me ghav pad gaye
arey re mar gayi arey re mar gayi
arey re mar gayi arey re mar gayi