Lyrics of Nahi Mehboob Pehelu Me - नहीं महबूब पहलु में
nahi mehboob pehlu mein
to beimaani hain barsaatein
nahi mehboob pehlu mein
to beimaani hain barsaatein
begair unke andheri hain
begair unke andheri hain
hamaari chaandni raate
nahi mehboob pehlu mein
to beimaani hain barsaatein
nigaahe aaj bhi meri
sitaaron mein numaaya hain
nigaahe aaj bhi meri
sitaaron mein numaaya hain
sitaaron mein numaaya hain
tumhaari justuzu mein
tumhaari justuzu mein
jaag li hain saikdo raate
tumhaari justuzu mein
jaag li hain saikdo raate
begair unke andheri hain
hamaari chaandni raate
nahi mehboob pehlu mein
to beimaani hain barsaatein
bahut mujhko rulaate hain
bahut mujhko rulaate hain
tere aansu, teri aahe
bahut mujhko rulaate hain
tere aansu, teri aahe
tere aansu, teri aahe
bhula de mujhko
bhula de mujhko aur
deewangi ki meri sab baate
bhula de mujh ko aur
deewangi ki meri sab baate
begair unke andheri hain
hamaari chaandni raate
nahi mehboob pehlu mein
to beimaani hain barsaatein
gulo se surat-e-shabnam
lipat jaye mere aansu
gulo se surat-e-shabnam
lipat jaye mere aansu
lipat jaye mere aansu
na tum laaya karo
o na tum laaya karo
meri lehad par aisi saugatein
na tum laaya karo
meri lehad par aisi saugatein
nahi nirdosh qismat mein
nahi nirdosh qismat mein
noorani vasl ke lamhe
nahi nirdosh qismat mein
noorani vasl ke lamhe
noorani vasl ke lamhe
muqaddar hain tumhara
muqaddar hain tumhara
hijr ki kaali seyah raate
muqaddar hai tumhaara
hijr ki kaali seyah raate
begair unke andheri hain
hamaari chaandni raate
nahi mehboob pehlu mein
to beimaani hain barsaatein