Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Nadaan The (Revise)
|
Amit Sengar | Rapperiya Baalam | ||||
Maahi Vey (2012) | Kunal Verma | Sad Songs | |||||
nadaan the hum jo kar paye wafaye
thi meri khudgarzi jo kar di khataye
tu jo nahi to kuch bhi nahi zindgi me
saye bhi to kho gaye roshni me
kisko bulayen kisko sunaye
khud hi bewafa hain kisko bataye
takra ke aati hai wapas ye sadaye
nadaan the hum jo na kar paye wafaye
mujhko bana de chahe mita de
haq hai tera jo chahe saja de
fitrat me mana waar ki thi
ab jaake jana kaha khushi thi
jisko paya maine jo diya berukhi me
sab bebajah tha jo diya trahnagi me
ki bhi hai na jo ab dega duaye
garadn jhuki hai sharminda nigaahe
nadaan hai hum jo na kar paye wafaaye
mere khuda mujhe aisa banaya kyon
patthar banaya to fir dil lagaya kyun
khwabo khayaalo me ye ghar banaya tha
par wo tha sach jo sab maine jalaya tha
paanu so si chalti hai dil ki samaye
usme bemausam ye tufaani hawaye
kaise jeeun is tarah bebasi me
lagta nahi dil mera kisi bhi khushi me
ghire baake daago ko kaise chhupaye
use hi wafaye kisko manaye
tu jo nahi to kuch bhi nahi nahi zindgi me
saaye bhi to ab kho gaye roshni me
kisko bulaye kisko sunaye
kisko bulaye kisko sunaye
khud hi bewafa hain kisko bataye
takra ke aati hain wapas ye sadaye
nadaan the hum jo kar paye wafaye
thi meri khudgarzi jo kar di khataye
nadaan the hum jo kar paye wafaye
nadaan the hum jo kar paye wafaye
thi meri khudgarzi jo kar di khataye