Lyrics of Nach Re Dharatee Ke Pyare - हें हें नाच रे धरती के प्यारे
he he nach re dharti ke pyare
tere armano ki duniya samne hai tere
he he aaj tere ghar hone ko hai phir
khushiyo ke phere, laai diwaali
ye hariyaali kahti hai tujhse re
he he nach re dharti ke pyare
tere armano ki duniya samne hai tere
he he aaj tere ghar hone ko hai phir
khushiyo ke phere, laai diwaali
ye hariyaali kahti hai tujhse re
jaise taise kat gayi gam ke raat kaali
jaise taise kat gayi gam ke raat kaali
gali gali shor hai aayegi diwaali
gali gali shor hai aayegi diwaali
he he kadi mehnat ki fasal
apne dhiraj ka ye phal mitha laage re
he he nach re dharti ke pyare
tere armano ki duniya samne hai tere
he he aaj tere ghar hone ko hai phir
khushiyo ke phere, laai diwaali
ye hariyaali kahti hai tujhse re
hawa gaaye lahra, jiya lahraye re
hawa gaaye lahra, jiya lahraye re
gagri umang ki chhalak chhalak jaye re
gagri umang ki chhalak chhalak jaye re
he he gup chup dekhe dagar
bhaayi duniya hai magar sab dukh bhage re
he he nach re dharti ke pyare
tere armano ki duniya samne hai tere
he he aaj tere ghar hone ko hai phir
khushiyo ke phere, laai diwaali
ye hariyaali kahti hai tujhse re
hame to ye dhup bhe aaj lage chandani
hame to ye dhup bhe aaj lage chandani
aane lagi yaad phir bhuli hui raagni
aane lagi yaad phir bhuli hui raagni
nile ambar ke tale, chhed ke baat chale
prit bhi jaage re
he he nach re dharti ke pyare
tere armano ki duniya samne hai tere
he he aaj tere ghar hone ko hai phir
khushiyo ke phere, laai diwaali
ye hariyaali kahti hai tujhse rere
nach re dharti ke pyare
tere armano ki duniya samne hai tere
he he aaj tere ghar hone ko hai phir
khushiyo ke phere, laai diwaali
ye hariyaali kahti hai tujhse re