Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Nach Le Bawariyaa Tohe Lene Aaya Sawariya
|
Asha Bhosle, Balbir | Roshan | ||||
Baraati (1954) | D N Madhok | Masti Bhare Geet | |||||
nach le bawariya nach le bawariya
tohe lene aaya sawariya nach le bawariya nach le
nach le nach le nach le bawariya
tohe lene aaya sawariya nach le bawariya
mera chana masale vala jo isko khaye pet ka khana
kha ke ho jaye matwala
moj dete hu de chne hai bade chat pate
jane vale babu mohse ankhiyan milaye ja
jane vale babu mohse ankhiyan milaye ja
taras gaye more nain baware unko daras dikhaye ja
jane vale babu jane vale babu mohse ankhiyan milaye ja
bhag ke aaja kisi bahane
lakh samjhaya jiya nahi mane
aaye jiwani jaye jawani raah take na teri
aaye jiwani jaye jawani raah take na teri
lakh bar samjhaya gori meri ek baat na mani
kajal vali ankhiya tohri haye kajal vali ankhiya tohri
hans hans ke kuch bole inki boli mai janu
ye bhaid tumhare khole dil tum pe aaya hai
haye dil tum pe aaya hai
tu bhi sacha mai bhi sachi dono hai majbur
dilo se hai najdik saware par kadamo se dur
dilo se hai najdik saware par kadamo se dur
hey kasam tumhari raat kate na or din muskil se bite
kasam tumhari raat kate na or din muskil se bite
bina bulaye aaja saware mai haari or tum jite
mai mar jaungi tere bin balam chal na paungi
barah man ki dulhan dekho vrindavan ki jogan dekho
landon ki sair me karke ther roja par dekho
dil e karar dekho do do paise
barah man ki dulhan dekho varindavan ki jogan dekho
le jana re le jana re ganderiya paise ki pav se
ye din hai baharo ke aise jatan karo darshan ho
pyaro ke aise jatan karo kajare ki sayahi hai
ankhuvan ka pani chithi sajan ko likh de
ankhuvan ka pani ho