Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Na Zulm Ki Mari Hu
|
Asha Bhosle | Ravindra Jain | ||||
Sarkari Mehman (1979) | Hasrat Jaipuri | ||||||
ye babu jara idhar to dekho
na julam ki maari hun
na sitam ki maari hun
na julam ki maari hun
na sitam ki maari hun
are le lo meri bhi tasvir
main film ki maari hun
are le lo meri bhi tasvir
main film ki maari hun
na julam ki maari hun
na sitam ki maari hun
na julam ki maari hun
na sitam ki maari hun
are le lo meri bhi tasvir
main film ki maari hun
are le lo meri bhi tasvir
main film ki maari hun
saari duniya se pallu chhuda ke
rup rakha hai maine bacha ke
saari duniya se pallu chhuda ke
rup rakha hai maine bacha ke
abhi hun taja taja phul
jis par jami nahi dhul
abhi hun taja taja phul
jis par jami nahi dhul
duniya se nahi haari
mere shauk se haari hun
duniya se nahi haari
mere shauk se haari hun
are le lo meri bhi tasvir
main film ki maari hun
are le lo meri bhi tasvir
main film ki maari hun
sirf paisa rupaiya na taako
jara meri bhi ankhiyon me jhaanko
sirf paisa rupaiya na taako
jara meri bhi ankhiyon me jhaanko
mujhe bhi chance do ek baar
fir tum dekho ji sarkaar
mere jaya jaise baal
mere dimple jaise gaal
meri hema jaisi chaal
kya hai aap ka khyaal
are kamaal hai kamaal
mujhe bhi chance do ek baar
fir tum dekho ji sarkaar
main nargis nimmi hun
ya meena kumari hun
are le lo meri bhi tasvir
main film ki maari hun
are le lo meri bhi tasvir
main film ki maari hun