Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Na Poochho Ki Kiski Adao Ne Mara Ye Dekho Ke
|
Asha Bhosle | Hemant Kumar | ||||
Inspector (1956) | S H Bihari | Mujra Songs | |||||
na puchho ke kis ki adao ne mara
na puchho ke kis ki adao ne mara
ye dekho ke mera kidhar hai ishara
na puchho ke kis ki adao ne mara
ye dekho ke mera kidhar hai ishara
na puchho ke kis ki adao ne mara na puchho
ye kisne chhupke diya mujhpe war kya kahiye
hua jo hal dile bekarar kya kahiye
kab kaise jigar ka khun hua ek mai janu ya tum jano
kab kaise jigar ka khun hua ek mai janu ya tum jano
thi kiski ada jo mar gayi pahchan sako to pahchnao ji
pahchan sako to pahchnao
ye kissa hai jalim hamara tumhara
ye kissa hai jalim hamara tumhara
ye dekho ke mera kidhar hai ishara
na puchho ke kis ki adao ne mara na puchho
hajaro tir mohabbat ke khaye baithe hai
tadap rahe hai kaleja dabaye baithe hai
ek din to zamana janega ye raz chhupaoge kaise
ek din to zamana janega ye raz chhupaoge kaise
ab lotke meri mehfil se batlao to jaoge kaise
batlao to jaoge kaise
agar naam leke jo maine pukara
agar naam leke jo maine pukara
ye dekho ke mera kidhar hai ishara
na puchho ke kis ki adao ne mara
na puchho ke kis ki adao ne mara na puchho