Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Na Kisi Ki Aankh Ka Noor Hoon
|
Mohammed Rafi | S N Tripathi | Kumar | |||
Lal Quila (1961) | Bahadur Shah Zafar | Ghazals, Sad Songs | |||||
naa kisee kee aankh kaa nur hu
naa kisee kee aankh kaa nur hu
naa kisee ke dil kaa karar hu
jo kisee ke kam naa aa sake
mai woh ek mushthe ghubar hu
naa kisee kee aankh kaa nur hu
naa toh mai kisee kaa habib hu
naa toh mai kisee kaa rakib hu
jo bigad chala gaya woh nasib hu
jo ujad gaya woh dayar hu
naa kisee kee aankh kaa nur hu
meraa rang rup bigad gaya
meraa yar muhjse bichad gaya
jo chaman khijan me ujad gaya
mai usi kee fasle bahar hu
naa kisee kee aankh kaa nur hu
naa kisee ke dil kaa karar hu
pay fatiha koi aaye kyon
koi char phul chadhaye kyon
koi aake shama jalaye kyon
mai woh be-kasi kaa majar hu
naa kisee kee aankh kaa nur hu
naa kisee ke dil kaa karar hu
jo kisee ke kam naa aa sake
mai woh ek musth-e-gubar hu
naa kisee kee aankh kaa nur hu
naa toh mai kisee kaa habib hu
naa toh mai kisee kaa rakib hu
jo bigad chala gaya woh nasib hu
jo ujad gaya woh dayar hu
naa kisee kee aankh kaa nur hu
meraa rang rup bigad gaya
meraa yar muhjse bichad gaya
jo chaman khijan me ujad gaya
mai usi kee fasle bahar hu
naa kisee kee aankh kaa nur hu
naa kisee ke dil kaa karar hu
pay fatiha koi aaye kyon
koi char phul chadhaye kyon
koi aake shama jalaye kyon
mai woh be-kasi kaa majar hu
naa kisee kee aankh kaa nur hu
naa kisee ke dil kaa karar hu
jo kisee ke kam naa aa sake
mai woh ek musth-e-gubar hu
naa kisee kee aankh kaa nur hu