Lyrics of Na Jaane Kyun, Hotaa Hai Ye Zindagi Ke Saath - ना जाने क्यूँ, होता है ये ज़िंदगी के साथ
na jaane kyun, hota hai ye zindagi ke saath
achaanak ye man kisi ke jaane ke baad
kare phir uski yaad, chhoti chhoti si baat
na jaane kyun
vo anjaan pal dhal gaye kal, aaj vo
rang badal badal, man ko machal machal
rahe, na chal na jaane kyun, vo anjaan pal
tere bina mere naino me tute re hay re sapno ke mahal
na jaane kyun, hota hai ye zindagi ke saath
achaanak ye man kisi ke jaane ke baad
kare phir uski yaad, chhoti chhoti si baat
na jaane kyun
vahi hai dagar, vahi hai safar, hai nahi
saath mere magar, ab mera hamsafar
idhar udhar dhudhe nazar, vahi hai dagar
kaha gayi shaame madabhari
vo mere, mere vo din gaye kidhar
na jaane kyun, hota hai ye zindagi ke saath
achaanak ye man kisi ke jaane ke baad
kare phir uski yaad, chhoti chhoti si baat
na jaane kyun