Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Na Jaane Kyon Main Bekaraar
|
Anuradha Paudwal, Udit Narayan | Anand Milind | Kalpana Iyer | |||
Lal Dupatta Malmal Ka (1988) | Majrooh Sultanpuri | ||||||
na jane kyo mai bekarar dil me
liye dard-e-intzaar
baitha hu us raah me jo teri manjil
nahi jo meri manjil nahi
na jane kyo mai bekarar dil me
liye dard-e-intzaar
baitha hu us raah me jo teri manjil
nahi jo meri manjil nahi
kahti hai raat ye hans hans ke mujhse
koi yahaan nahi aayega chal
kahti hai raat ye hans hans ke mujhse
koi yahaan nahi aayega chal
shaayad koi mil jaaye kaheen pe soyi
hui galiyon se nikal
shaayad koi deepak jale chudi baje parda hate
aur koi khidki khul jaaye kahi
na jane kyo mai bekarar dil me
liye dard-e-intzaar
baitha hu us raah me jo teri manjil
nahi jo meri manjil nahi
dhadkan sunu to lagta hai aisa jaise
kahe mujhse tera pyaar
gardan jhuka aur kar le nazaara tujhamein
saji hai tasveer-e-yaar
gardan jhuka aur kar le nazaara tujhamein
saji hai tasveer-e-yaar
tanhaai ki ghadiyaan na gin aisa bhi
kya nikale na din
na meri jaan aisi koi raat nahi
na jane kyo mai bekarar dil me
liye dard-e-intzaar
baitha hu us raah me jo teri manjil
nahi jo meri manjil nahi
na jane kyo mai bekarar dil me
liye dard-e-intzaar
baitha hu us raah me jo teri manjil
nahi jo meri manjil nahi