Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Na Dar Sanam Laga Bhi Le
|
Asha Bhosle | Madan Mohan | ||||
Aakhri Dao (1958) | Majrooh Sultanpuri | Motivational Songs | |||||
na darr sanam laga bhi le
ke teri jindagi ka hai ye akhari daav akhari daav
na darr sanam laga bhi le
ke teri jindagi ka hai ye akhari daav akhari daav
na darr sanam ye laga bhi le
chume tere hath ko aj kamyabiya
jitata chala hi ja bajio pe bajiya
chume tere hath ko aj kamyabiya
jitata chal hi ja bajio pe bajiya
badhke hath mar are hoke sabki haar
tera sitara aajakal hai sun teri kasam
na darr sanam ye laga bhi le
he ke teri jindagi ka hai ye akhari daav akhari daav
na darr sanam ye laga bhi le
tere dil mein dhadkane mere lab pe geet hai
jeet ik teri nahi ye meri bhi jeet hai
tere dil mein dhadkane mere lab pe geet hai
jeet ik teri nahi ye meri bhi jeet hai
milke dil kahin aji harate nahi
banegi milake kisamatein na kar jar bhi gam
na darr sanam ye laga bhi le
he ke teri jindagi ka hai ye akhari daav akhari daav
na darr sanam laga bhi le
jo na dekh paye toh dushmano ke jal ko
aa meri nigah se dekh sab ki chal ko
jo na dekh paye toh dushmano ke jal ko
aa meri nigah se dekh sab ki chal ko
yun na sar jhuka are akhari hai daav
na ladkhada na dagmaga hai tere sath hum
na darr sanam ye laga bhi le
he ke teri jindagi ka hai ye akhari daav akhari daav
na darr sanam ye laga bhi le