Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Murge Ne Jhooth Bola Murge Ki Chu Chu Ho Gayi
|
Asha Bhosle | Madan Mohan | ||||
Manmauji (1962) | Rajinder Krishan | Masti Bhare Geet | |||||
murge ne jhut bola murge ki chu chu ho gayi
bakri ne jhut bola bakri ki tu tu ho gayi
oo ho bakari ne jhut bola
oo ho bakari ki tu tu ho gayi
murge ne jhut bola murge ki chhu chhu ho gayi
mathura me tin bandar jate the roj mandir
mathura me tin bandar jate the roj mandir
kahta jo bat pujari rakhte wo yaad sari
bura kabhi na dekho bura kabhi na bolo
bat jaha ho buri kan waha na kholo
jisne burayi sikhi hoye hoye hoye
ha ji jisne burayi sikhi uski to ku ku ho gayi
murge ne jhut bola murge ki chu ho gayi
bakari ne jhut bola bakari ki tu ho gayi
dilli ka ek kawa chidiya se ek din bola
aao pakaye khichadi miljul ke khaye khichadi
chawal ka dana mera mung ka dana tera
lene gaya wo pani chidiya thi chor ki nani
chupke se khake dana cahki me kiya thikana
kawe ne chaki pisi aayi aawaj si si
chidiya ne chori ki thi hoye hoye hoye
ha ji chidiya ne chori ki thi
chidiya ki su su ho gayi
murge ne jhut bola murge ki chu ho gayi
bakari ne jhut bola bakari ki tu ho gayi
oo ho bakari ne jhut bola
aa ha bakari ki tu tu ho gayi
murge ne jhut bola murge ki chu chu ho gayi
bakari ne jhut bola bakari ki tu tu ho gayi