Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Murakh Bande, Jine Vale Kushi Se Jie Ja
|
Mohammed Rafi | Dattaram Wadkar | Manorama, Rajendra Kumar, David, Leela Mishra, Nasir Hussain, Kamini Kadam | |||
Santan (1959) | Hasrat Jaipuri | ||||||
jeene wale khushi se jiye ja
apne aansu tu hans kar peeye ja
jeene wale khushi se jiye ja
apne aansu tu hans kar peeye ja
jeene wale
lakh mushkil aaye tu na darna
lakh mushkil aaye tu na darna
sabar ki manzilo se guzarna
ho sabar ki manzilo se guzarna
sabar ki manzilo se guzarna
tute dil ko tasalli diye ja
apne aansu tu hans kar peeye ja
jeene wale
aisi uljhan se kya fayda hai
aisi uljhan se kya fayda hai
jo bhi hona tha wo ho chuka hai
hay jo bhi hona tha wo ho chuka hai
jo bhi hona tha wo ho chuka hai
dil ke tukde ki khatir jiye ja
apne aansu tu hans kar peeye ja
jeene wale khushi se jiye ja
apne aansu tu hans kar peeye ja
jeene wale