Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Mujko Jaga Kar Puch Rahi Hai Ek Kiran Matwali
|
Lata Mangeshkar | Laxmikant Pyarelal | ||||
Saudaa (1974) | Indrajeet Singh Tulsi | Masti Bhare Geet | |||||
suraj utra bindiya me koun koun hai
teri nindya me koun hai teri nindya me
mujhko jaga kar puch rahi hai ak kiran matvali
suraj utra bindiya me koun hai
teri nindya me koun hai teri nindya me
mujhko jaga kar puch rahi hai ak kiran matvali
suraj utra bindiya me
meri pawan saheli chale kabhi na akeli
mujhe sang sang apne udaye re
meri pawan saheli chale kabhi na akeli
mujhe sang sang apne udaye re
khili bagiya suhani rut kare jhed khani
mai bhi karu manmani jiya jay re
jiya jay re jiya jay re kante rakh du kanto me
ful utha lu fulo se ful utha lu fulo se
titli bankar saari khushbu maine aaj udai re
suraj utra bindiya me
nache dhup nache chhao nache mehndi wale paao
thande pani me utari jawani re
nache dhup nache chhao nache mehndi wale paao
thande pani me utari jawani re
dhoya rup ki kali ka dhala aag ki dali ka
jab aag aag hua sara pani re
sara pani re sara pani re lahro me ras rachi
ang ang ko pyas lagi ang ang ko pyas lagi
apne badan ki agni ikar duni agan jaga li
suraj utra bindiya me koun koun hai
teri nindya me koun hai teri nindya me
mujhko jaga kar puch rahi hai ak kiran matvali
suraj utra bindiya me