Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Mujhko Raaho Pe Tum Chhod Kar
|
Hemlata | Usha Khanna | ||||
Besahara (1987) | |||||||
mujhko raho pe tum chhod kar chal diye
mod aaya to muh modkar chal diye
mujhko raho pe tum chhod kar chal diye
mod aaya to muh modkar chal diye
mai bhi gam ke andhero me kho jaungi
o yaad rakhna zeher kha ke sau jaungi
o yaad rakhna o yaad rakhna zeher kha ke sau jaungi
mujhko raho pe tum chhod kar chal diye
mod aaya to muh modkar chal diye
tumko malum tha besahara hu mai
unche ambar ka tuta sitara hu mai
tumko malum tha besahara hu mai
unche ambar ka tuta sitara hu mai
tum kaho to gamo ko laga lu gale
tum kaho to khushi ka gala ghont du
mujhko raho pe tum chhod kar chal diye
mod aaya to muh modkar chal diye
pyar ke parde me dillagi tumne ki
dushmnao ki tarha dosti tumne ki
pyar ke parde me dillagi tumne ki
dushmnao ki tarha dosti tumne ki
bani hai jo dushman meri jaan ki
o ho mai us dosti ka gala ghont du
mujhko raho pe tum chhod kar chal diye
mod aaya to muh modkar chal diye
kya khabar thi ki aise bhi din aayenge
chand ko chhune se hath jal jayenge
kya khabar thi ki aise bhi din aayenge
chand ko chhune se hath jal jayenge
hai ujale andhere mere vaste
o ho mai us roshni ka gala ghont du
mujhko raho pe tum chhod kar chal diye
mod aaya to muh modkar chal diye nbh
mai bhi gam ke andhero me kho jaungi
o yaad rakhna zeher kha ke sau jaungi
o yaad rakhna o yaad rakhna zeher kha ke sau jaungi