Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Mujhe Uss Sitamagar Kee Surat Dikha Do
|
Kavita Krishnamurthy | Laxmikant Pyarelal | ||||
Intaqaam (1988) | Anand Bakshi | ||||||
kuda ke liye ab ye parda hata do
mujhe us sitamagar ki surat dikha do
kuda ke liye ab ye parda hata do
mujhe us sitamagar ki surat dikha do
kaha hai kidhar hai wo jalim bata do
mujhe us sitamagar ki surat dikha do
kuda ke liye ab ye parda hata do
kayi sal gujre hue lakh mujre
magar wo na aaya magar wo na aaya
use dekhne ko tarasti hai aankhe
nikalte hai shole barasti hai aankhe
mujhe meri manjil ka rasta bata do
mujhe us sitamagar ki surat dikha do
mujhe us sitamagar ki surat dikha do
kuda ke liye ab ye parda hata do
kaha phul toda kaha lake choda
yahi shahar hai wo yahi jahar hai wo
use yad karke jo mai pi rahi hu
nahi jan mujhme magar ji rahi hu
mujhe aur jine ki tum na saja do
mujhe us sitamagar ki surat dikha do
mujhe us sitamagar ki surat dikha do
kuda ke liye ab ye parda hata do
hajaro se puchha hajaro me dhundha
ruki ab najar ye mili ab khabar ye
yaha wo milega yahi dekhna hai
mujhe aur kuch bhi nahi dekhna hai
mere samne se ye duniya hata do
mujhe us sitamagar ki surat dikha do
kuda ke liye ab ye parda hata do
mujhe us sitamagar ki surat dikha do
kaha hai kidhar hai wo jalim bata do
mujhe us sitamagar ki surat dikha do
kuda ke liye ab ye parda hata do