Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Mujhe Tarke Talluk Ke Liye
|
Sudha Malhotra | Hemant Kumar | Meena Kumari | |||
Sahara (1958) | Bharat Vyas | Mujra Songs | |||||
mujhe tarke talluk ke liye samjhaya jata hai
mujhe tarke talluk ke liye samjhaya jata hai
sakune dil ke khatir or dil
jamane ke chalan or teri najro ko me ab samjha
jo zitna dab ke milta hai wohi thukraya jata hai
jo zitna dab ke milta hai wohi thukraya jata hai
mujhe tarke talluk ke liye samjhaya jata hai
mujhe itna bata de aaj mere mohtro sathi
bahk jata hu main khud ya mujhe bahkaya jata hai
bahk jata hu main khud ya mujhe bahkaya jata hai
mujhe tarke talluk ke liye samjhaya jata hai
ek baat kahu tumse mujhe apna bana lo
barbad na ho jaye kahi dil ko bacha lo
ye sagro mina mere aage se hata lo
mere liye en aakho ke paimane bahut hai
paimane bahut hai
mahfil me tere husan ke diwane bahut hai
diwane bahut hai
wo dard mila hai mujhe aaram nhi hai
din raat tadpne ke siwa kaam nhi hai
bas teri juba par hi mera naam nhi hai
duniya ki juba par mere afsane bahut hai
afsane bahut hai
duniya ki juba par mere afsane bahut hai
afsane bahut hai
mahfil me tere husn ke diwane bahut hai
diwane bahut hai diwane bahut hai