Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Mujhe Pyaar Hai Tumse
|
Amit Kumar, Meenakshi | Surender Kohli | ||||
Phool Aur Insaan (1976) | Kumari Arsh Dalawari | ||||||
mujhe pyar hai tumse ke jab bhi koi
aahat huye to lage ke tum aaye
mujhe pyar hai tumse ke jab bhi koi
aahat huye to lage ke tum aaye
ham to tumhare sadiyo se o sanam
tune yah na jana hay kaisa yah sitam
ham to tumhare sadiyo se o sanam
tune yah na jana hay kaisa yah sitam
janmo se hota raha aa haa
janmo se hota raha ke jab bhi koi
aahat huye to lage ke tum aaye
mujhe pyar hai tumse ke jab bhi koi
aahat huye to lage ke tum aaye
sanwla salona haye chehra yah tera
ankhiyo mein basa hai ye palko ki tarah
sanwla salona haye chehra yah tera
ankhiyo mein basa hai ye palko ki tarah
tere baad na hai koi aa haa
tere baad na hai koi
ke jab bhi koi aahat huye to lage
ke tum aaye mujhe pyar hai tumse
ke jab bhi koi aahat huye to lage
ke tum aaye mujhe pyar hai tumse