Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Mujhe Dekhiye Main Koi Dastan Hu
|
Lata Mangeshkar | Laxmikant Pyarelal | Dara Singh, Nishi, Prithviraj Kapoor | |||
Lutera (1965) | Anand Bakshi | Dance Songs | |||||
zara jhumne do ke masrur hun main
yaha hu yaha se bahut dur hun main
mujhe dekhiye main koi dastan hu
mujhe dekhiye main koi dastan hu
bahut kuchh hai dil me magar bezuban hun
mujhe dekhiye main koi dastan hu
mujhe dekhiye main
jinhe yaad hun mai bhulayenge kaise
mujhe bazm se vo uthayenge kaise
uthayenge kaise
jali to shama thi bujhi to dhua hu
mujhe dekhiye main koi dastan hu
mujhe dekhiye main
abhi chahati hun zara muskarana
kabhi phir karungi bayan ye fasana
mujhe jaan lega kisi din zamana
kisi din zamana
bahar-e-chaman hun ke daur-e-khizan hun
mujhe dekhiye main koi dastan hu
mujhe dekhiye main
shiqast-e-muhabbat bhala kaise manu
aji dard-e-dil ko dava kaise manu
ki mai ek but ko khuda kaise manu
khuda kaise manu
buto ki khudayi pe mai badaguman hun
mujhe dekhiye main koi dastan hu
mujhe dekhiye main