Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Mujhe Apna Banaya Door Door Se
|
Asha Bhosle | Jamal Sen | ||||
Kasturi (1954) | Vrajendra Gaur | ||||||
mujhe apna banaya dur dur se
dil ki baate kahungi main hujur se
mujhe apna banaya dur dur se
dil ki baate kahungi main hujur se
ho meri ankhiyan sote se jagi
ho meri ankhiyan sote se jagi
aur jagi to tumse lagi
kyun na dekhun main kyun na dekhun main
tumko gurur se
mujhe apna banaya dur dur se
mujhe apna banaya dur dur se
dil ki baate kahungi main hujur se
ho kiya kismat ne aisa ishara
kiya kismat ne aisa ishara
ho mila ujhko tumhara sahara
tumane rishta tumane rishta nibhaya majbur se
mujhe apna banaya dur dur se
mujhe apna banaya dur dur se
dil ki baate kahungi main hujur se
ho tum to chhup ke se aaye mere man mein
ho tum to chhup ke se aaye mere man mein
dekho badala na lo dekho badala na lo beksur se
mujhe apna banaya dur dur se
mujhe apna banaya dur dur se
dil ki baate kahungi main hujur se