Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Mujhase Kafir Ko Tere
|
Ghulam Ali | Ghulam Ali | ||||
Mahtab (Ghulam Ali) (0) | Ahmed Nadeem Qasmi | ||||||
mujhse kaafir ko tere ishk ne yu sharmaya

dil tujhe dekh ke dhadka to khuda yaad aaya

charagar aaj sitaaro ki kasam kha ke bata

kisne insa ko tabssum ke liye tarsaya
mujhse kaafir ko tere ishk ne yu sharmaya
nazr karta raha mai phul se jajbat use
nazr karta raha mai phul se jajbat use
nazr karta raha mai phul se jajbat use
jisne patthar ke khilauno se mujhe bahlaya
mujhse kaafir ko tere ishk ne yu sharmaya
uske andar koi fanksar chhupa baitha hai

jaante bujhte jis shaks ne dhokha khaya