Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
More Tumse Ho Tore Mujhse Ulajh Gaye Naina
|
Geeta Dutt | Roshan | ||||
Bedardi (1951) | S H Bihari | ||||||
more tumse ho tore mujhse
ho tore mujhse uljh gaye naina
ho balam ye bat kisi se na kahna
more tumse ho tore mujhse
ho tore mujhse uljh gaye naina
ho balam ye bat kisi se na kahna
jag uthi phir se angdaiya
ho gher liya armano ne
sajan ko madhosh banaya
aankho ke paimano ne kyu ke
more tumse ho tore mujhse
ho tore mujhse uljh gaye naina
ho balam ye bat kisi se na kahna more tumse
koi mere man ki bagiya me
aaj bahare laya hai
koi mere ban me se man me
dhadkan banke aaya hai kyu ke
more tumse ho tore mujhse
ho tore mujhse uljh gaye naina
ho balam ye bat kisi se na kahna more tumse
vyakul vyakul hai jhankare kisne bin bajai ho
humko phir humre man basiya
yaad tihari aayi hai kyu ke
more tumse ho tore mujhse
ho tore mujhse uljh gaye naina
ho balam ye bat kisi se na kahna
more tumseho tore mujhse
ho tore mujhse uljh gaye naina
ho balam ye bat kisi se na kahna