Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Mohe Le Chal Balam Mele Me
|
Mir Sahib | |||||
Lal Haveli (1944) | Shams Lakhnavi | Masti Bhare Geet | |||||
mohe le chal balam mele me
mai kehti kehti haar gayi haar gayi re
mai kehti kehti haar gayi haar gayi re
mohe le chal balam mele me
mohe le chal balam mele me
mai kehti kehti haar gayi haar gayi re
mai kehti kehti haar gayi haar gayi re
tujhe kaise le jau gori mele
tujhe kaise le jau gori mele
waha ghurenge lakho albele
waha ghurenge lakho albele kahenge jani haye
najariya tori maar gayi maar gayi re
najariya tori maar gayi maar gayi re
mohe le chal balam mele me
mai kehti kehti haar gayi haar gayi re
mai kehti kehti haar gayi haar gayi re
mere dil pe sajan nikathu ho
mere dil pe sajan nikathu ho
dilwale jobaniya pe lattu
dilwale jobaniya pe lattu sautan haye
jadu kaisa daar gayi daar gayi
jadu kaisa daar gayi daar gayi
mohe le chal balam mele me
mai kehti kehti haar gayi haar gayi re
mai kehti kehti haar gayi haar gayi re
mai bhi ab teri leela sunau
mai bhi ab teri leela sunau
tere yaaro ko gin gin batau
tere yaaro ko gin gin batau
daag tune jo moh par lagaai hai
daag tune jo moh par lagaai hai
dub mari ho talaiya me jaike
dub mari ho talaiya me jaike
kaun aata hai hai wo keshdhari
kaun aata hai hai wo keshdhari
wo to nayihar ka more pujari
wo to nayihar ka more pujari
aur hai kaun ye pagiya wala
aur hai kaun ye pagiya wala
wo to babul ki gauvo ka gwala
wo to babul ki gauvo ka gwala haye pyari
bato me tu to hamko maar gayi maar gayi
najariya tori maar gayi maar gayi re
mohe le chal balam mele me
mai kehti kehti haar gayi haar gayi re
najariya tori maar gayi maar gayi re
mohe le chal balam mele me
mai kehti kehti haar gayi haar gayi re
mai kehti kehti haar gayi haar gayi re